Urdu Romantic SMS

(1)
subah subah ek pegham dena hai
aap ko subah ka pehla salam dena hai,

guzre sara din aap ka khushion main
aap ki subah ko khoobsurat sa naam dena hai.

-------

(2)
teri mohabat main ye kaisa ehsas hai
kay tu door ho kar bhi mere dil kay pas hai

main teri tamanna ko dil se mitaon kese
tu samandar hai aur muje teri piyas hai.

------

(3)
Tarap kar dekh kisi ki chahat main
to pata chale intezar kiya hota hai

yuhin mil jaye koi bina tarpay
to kayse pata chale piyar kia hota hai.

-------

(4)
aasman ko neend aaye to sulaon kahan
sagar main mauj uthe to chupaon kahan

dharti jo tarap uthe to samjhon kya
mujhe teri yaad aaye to main jaon kahan

-------

(5)
aey Rab apne pass meri dua amanat rakhna
rehti dunia tak usko salamat rakhna

meri ankhon kay sare dheep bhuja de magar
uski ankho kay sare khwab salamat rakhna
-------
All Messages sent by "143k"


0 comments:

Newer Post Older Post Home